Wednesday, January 30, 2013

akhele hai..


akhele rehena kya hota hai, seekha liya humne,
mohobaat ka anjam kya hota hai, jaan liya humne
khushi ke bina muskurana, yeh aa gaya hume,
par tumhe yaad kiye bina jeena aaj tak na aaye hume.... :(




Monday, January 21, 2013

Tumse kya kahe hum... :(


tumse kya kahe hum, jissi humare hone ka ehsaas na tha
tumse kya umeed karein hum, jissne humare mohobaat ke parwa na ke,
tumse kya fariyaad karein hum, jissne pyaar ko khel maana tha,
tumse kya chaahe hum, jissne aasu de kar ankhe nam kar di....

apno ke saath rehate hai par tanha khudh ko pate hai
haste hai dost mere is halat pe, kehete hai kyun bewafa pe aitbaar kiya?
zakham se dil bhara hai, sochthe hai tumse pyar is kadar humne kyun kiya?
tumse kya sawal karein, jissne kabhi humara naam na liya...:(

Thursday, January 17, 2013

Kaise bhul jaye tumhe :(


kaise bhul jaye, uss betab pyaar ko, joh humne tumse kiya??
woh beetaiye huwe lamhe, kabhi yaad tumhare woh baatein aate hai
kabhi woh waqt, kabhi woh khushi joh hume tumse mile woh yaad aate hai....
kaise bhul jaye muskurahat tumhare, jispe hum hamesha maar mite the.

raat bhar tera intezaar yaad aata hai,
woh aasu joh humne bhayaye woh yaad aata hai
iss kadar tumne tanah zindagi kar de humare,
kaise bhul jaye, woh bewafi tumhare

zindagi ke har panho pe naam likha tha humne
dil de kar tumse dard hi paya humne,
jitna hum tumhe bolna chahathe hai, uthne yaad karthe hai.
rooh mein humne is kadar tumhe sazaya hai...
kaise bhul jaye, uss betab pyaar ko, joh humne tumse kiya??