Wednesday, July 17, 2019

Khel-Jazbaato ka

Jinse beshumar mohobaat hote hai, wahi saath chod jathe hai..
Jinse bepanah Pyar karte hai, wahi bewafi kar jathe hai...,

Jinko dekh Dil dhaktha hai, wahi Dil thod jathe hai,
Jiske saath sapno ka aashiyaan banaya, wahi ankhon mein ashq de jathe hai...

Tumne toh khela that khel- Jazbaato ka, par humne tumhe aapna Jahaan banaya...,
Dil-o-Jaan see tujhe paane ke aarzo thi, yeh baata, " Tu yeh kaise thod paya?" :(