Friday, November 29, 2013

Bewafa harjaye...

kisi dekhaye is zindagi ke panho ko,
mit gaye hai lekhe alfaz,
mohobaat ke kalam se lekhe joh humne nagme,
bewafai ke sihaye se mita diye usne...

kaise kahe hum ishq ke raah pe rukhe hai,
ashqo ke barat liye, aah bharthe huwe,
aasoon ko humne anko ke peeche daba rakha hai,
jeethe hai rahoon ko uske takthe huwe...

usse pe aake mere duniya rukthe hai,
usse pe shuru huwe usse harjaye pe rukthe hai,
usko pane ke chahat badthe jathe hai,
kyun usse mere aaso ke awaz nai aate hai? :(

Thursday, November 28, 2013

tere yaadon ka sahara hai

tere ankho mein dhoob ke jana hai,
tere pyaar pe maar meeth jana hai...
tu joh ek eshara karein sara jahaan chod aana hai,
manjil hai tu mere, tujhe ko panna hai..

tujse bhichad gaye hai, khudha se rooth gaye hai,
rooh ko apne khudh sambhalthe hai...
kabhi tanhai mein jeethe hai,
kabhi mehfil mein khudh ko tanha pate hai...

tu joh door gaya manjil door gaye,
kismat mere har taraf se rooth gaye,
sahara bus abhi tere yaadon ka hai,
warna toh bus maut ka abh intezaar hai...

Tuesday, November 26, 2013

Qayamat tak intezaar karenge

Bayan na kar sake yeh haal apna hai,
bedardi se itne mohobaat hai, alfaaz abh nai hai...
kaise kahe kitna pyar karte hai...
uss pane ke kitne chahat hai...

anjan bana phirtha hai harjaye,
mere mohobaat ko khel samajtha hai..
kaise kahe kitne fida hai hum uspe,
itna kyun mere dil ko beqarar kartha hai?

uske ek jhalak pane ko,
khudha se har pal fariyaad karenge hum,
ghum ke aaine ko dabba ke...
qayamat tak intezaar karenge uska hum...

Friday, November 22, 2013

Pardesi de tune dil ko saza...

Masoom dil se huwe kya khatha?
is zamane ne aise kyun de isse sazza?
ghumtha phirtha, hastha boltha tha sab se,
muskuratha, hilmiltha woh kitna sab se...

phoolo se baatein kartha, baharo se baatein kartha...
masoom nighaoon se dekhta sabko, pyar barsatha sabpe..
hawa ek lehar aaye, mohobaat apne saath woh laye..
uske ibbadat yeh karne laga, rooh mein usse basane laga...

suhane sapne sajane laga, mohobaat ko khudha maane laga...
chera khela, qwab saje, anjaane pe athibaar huwa
chahat ke ashiyaan pe usne apna sansaar bana
pardesi se bepanha pyar kiya, PAR......:(

apne muskaan khone laga tabse, deer deer aasu banane laga...
hawao ne tewar badal dhale, chal diya pardesi bina dekhe peeche...
bechare dil ko tanha chode, ashqoon ka tooha dethe,
chal diya woh pardesi zamane ke hawale isse chod ke.. :(