Wednesday, February 26, 2014

mohobaat asan cheeze nai yaaro...

Mohobaat asan cheeze nai yaaro,
apna hi dil dushman hai sab se bada yaaro,
kabhi na maane woh humare baat,
bewafa se hi kyun pyar kare woh,
usse pyar kare jisko kadar nai iske yaaro...

zindagi barbad kardetha hai,
duwa uss bedard se milne ke kartha hai,
har pal aasu mein ankhen apne bhegotha rehtha hai...
tanhaye ko apna muqadaar bana letha hai,
woh apna saath kyun nai detha kabhi yaaro???

apna tamansha banakar duniya ko hasatha hai,
usse bemurabad ke duhaye phir woh har pal detha hai...
kyun dil saath nai detha humara,
kyun pyaar ke saamane har maan letha,
maan kyun nai letha mohobaat asan cheeze nai yaaro....



Tuesday, February 25, 2014

U hurt me :(

Tere yaad mein zindagi beeta di meine,
kitne din, kitne raatein beeta de meine...
tere yaadon mein aaso na jane kitne baha de meine,
na jane kitne baar tujhe pukara meine...

tu itna sang dil hai mere awaz unsune kar detha
kabhi paraya, kabhi anjaana ban jatha,
zakaam deye tune itne gehere, mood ke bhi kabhi nai dekhtha...
dard aise de hai kabhi marham na lagatha...

Kehthe hai Waqt har cheeze ka marham hota hai,
sadiyaa bheet gaye, arsha bheete tumhe gaye,
na bhule tumhe na bhare tere diye zhakam...
roothe poochthe hai kyun hum tujhse itne mohobaat karthe hai???

Mere mohobaat ka mazak na banaya karo...

Mere mohobaat ka yun na mazak banaya karo,
mehfil mein dosto se yun na kabhi iska zeekar kiya karo,
bepanha mohobaat hai humme tumse,
iss baat ko sab se keh kar yun na haasa karo....

Kabhi tumne mere mohobaat ka samjha nai,
kabhi usse mehsoos dil se kiya nai,
ek roz jab khudh ko tanha paonge mehefil mein,
shayad usse roz mujhe paas paonge nai....

yaad mere tujhe ek din tadpayege,
tere berukhe tujhe hi ek din rulayege...
mere ankhe mein joh tere pyaas hai,
shayad kisi din tujhe dekh jayege....

Monday, February 10, 2014

Tere tasveer....

Ek deedar ke liye tarasthe the kabhi,
khwabo mein tujhe dekha karthe the tabhi,
tera hasna-muskaana sab khayalo mein dekthe,
na jane hum kitne raat na so pathe....

yeh khudha tujhe mera salam,
sanam ka deedar kar pate hai abhi,
kya huwa agar woh begane hi rah gaye...
mohobaat mere paraye toh nai,

ankho mein aasu bhar gaye unke ek tasveer dekh kar,
mudaat huwe hai roh ko sukhun pa kar...
unke woh ek tasveer ko seene se lag kar,
band kar duo ankhein yeh dost duwa tu yeh kar....