Mohobaat, Ishq, Pyar.... kya hai? Duniya mein aisa koi nahi joh iska sahi se definition de sake. Logo ne ghum dekha hai, bahut sare logo ne apne duniya ujadh de is mohobaat ke peeche. Ghar, dost, apne zindagi sab kurban ho gaye hai is mohobaat ke peeche. Bahut saare logo ne apne zindagi barbad kar de, intezar karthe karthe apne pyar ke aur akhir saas tak unhe apna pyar nahi miltha.
Kai aise log hai jinhe apna pyar mila hai, mohobaat ke manzil mile hai. Par unke sankiya bahut kaam hai. Mein un logo ko mubarak baad dethe hoon jinhe apna pyar mila hai. Kyunki khudha sab ko yeh khushi nahi detha.
Aap se inayat hai warna mohabbat se humme kya karna hai….
Aap ko pane ke harsat hai dil mein warna duwa mein humme kya karna hai…
Agar aap ko hasil na kar paye toh, mohobhat ke agosh mein saar rakhna hai…
Jeethne hai ye waha ke jung, warna humme zinda reha kar kya karna hai
No comments:
Post a Comment