Thursday, December 18, 2014

Adhuri Iccha
















Adhuri iccha ke saath jeeye ja rahe hai,

na jane kaise khudh ko sambhale ja rahe hai,
unke tasveer dil mein sambhal ke rakhe hai,
jin raho se woh kabhi gujari unhe takte ja rahe hai,

Sisak sisak ke manathe mangthe hai,
Yeh khudh tujhse yeh duwa mangte hai,
Jiske tasveer dil mein sajaye rakhe hai,
unhe Gulistan bhakshna khushiyan jahaan bhari hai...

woh mere jeene ke wajah toh hai,
saaso mein aaj bhi unke khusboo hai,
Mayat mein mere unhe zaroor bulana doston,
unhe dekh kar ankhein band karna mere liye zaroori hai....

Monday, October 6, 2014

Rooh tere paas chod diya...

Kuch lamhe joh tere saang beteye woh ek khwab lage,
tujhse joh meine baatein ke woh yaqeen na aaye,
char din tere saath, phool se bhar gaya ghulsatan mere,
zindagi ne phir karwat badale, yaadon ne abh phir ghera

ashq se aankein bhar de mere, mohobaat bekar gaye mere,
tu chala gaya phir mujhe tanyahi mein chod ke,
Tere duniyaa kahi aur sahi, tere manjil uss tarah kahi..
khush rahenge hum, yaadein mein mere tera saath sahi,

Tasavur mein tere saath saara jahaan dekh liye...
kuch lamho ke liye tera saath pa liya,
poohenge khuda se milega kabhi na kabhi zaroor,
jism se door kar diya, rooh ko kyun tere paas chod diya..

Wednesday, October 1, 2014

Aapke naam se mera naatha

aapke dil pe jhakh kar dekhne ke dayalree mujh mein nai,
saara jahaan aapke liye, aap uske liye kya ho jaana nai
jism ka rooh se joh taluq hai,
aapke naam se mera woh naatha hai...

















zaruri nai aapko humme khush rakhne ke,
khuda aur aapke naam mein koi farak nai..
mere mohobaat hi mere ibadat hai,
chahat hai mere aapko paane ke, woh koi sharat nai..

aapke saaso ke mehek abhi tak gaye nai,
iss zehen mein aapke ishq ke kasak baaki hai,
yeh aur baat hai ke chot pyar ke ghari khaye hai,
mohobaat hum ne nibhaye aapne toh kabhi ke hee nai...

Tuesday, September 2, 2014

Ajeeb dastur hai pyar ka..

Ajeeb dastur hai pyar ka,
kisi ne usse nibhaye kisne khela dil se
dil se joh kheltha woh hastha chala jaye,
jisne mohobaat nibhaye woh aasu paye,

raah taktha raha woh jisne sachi mohobaat ke,
uske ankh baar aaye asko se, bewafi ke ghum se...
intezaar ka har lamha usne hi hai khate,
jisne mohobaat nibhaye usne aasu paye..

khel khaltha chala jatha hai harjaye,
peeche rahe jathe uske yaadein...
muskurata, hastha huwa kisi aur ka daman thame chalta jatha,
jisne mohobaat nibhaye usse aasu woh de jatha...

Monday, June 2, 2014

Dil ka rista

Dil ka rista kab dil ka dard ban jatha hai,
yeh afsaana aaj tak kisi ne na jana hai...
dilbaar kab anjaana ban jatha hai..
yeh kisi ne aaj tak na jana hai...

phool khele huwe mohobaat ke, kaante ban jate hai..
raah taakte taakte na jane kab ankhen naum hote hai,
adhuri zindagi aur saathi tanhai ban jate hai,
yeh kisi ne aaj tak na jana hai...

khawab bhare ankhen, aasu se bhar jate hai,
apna hi koi paraya ban jatha hai...
haal-e-dil sune wala koi nai reh jatha hai,
yeh kisi ne aaj tak na jana hai....

Thursday, May 29, 2014

Dil ka dard

Dil ka dard kaam nai hota,
zamane ko yeh dekh jayega
kaise isse chupa rakhoon,
tere yaad aate hi ashu beh jayega...

maarne ke baad hi katam hoge,
yeh dastan-e-mohobaat rukh jayege..
har kisi ke labz mein naam mera hoga
tere deewane har koi pukarega...

pattar samjaha tune mujhe aaj,
sitam pe sitam tera shete gaye..
tadapte hai saasein abh tere chahat mein
na jane kyun tujhse itne mohobaat kar gaye!!!

Wednesday, May 28, 2014

woh din zaroor aayega!!!

woh din zaroor aayega jab tumse hum milenge,
aaj wahi umeed hum karte hai...
woh din zaroor aayega jab humare rooh milege,
aaj usse pal ka hum intezaar karte hai...

woh din zarror aayega jab tera deedar hoga..
aaj uske duwa karte hai..
woh din zaroor aayega jab tumko mujhse pyar hoga,
aaj uske fariyaad khuda se karte hai...

woh din zaroor aayega jab kismat saath mera dege,
aaj uske hum duhaye dete hai...
woh din zaroor aayega jab wafa tum nibhaoge....
aaj uske hum tujhe yaad dilate hai...

Thursday, May 15, 2014

kismat pe yakin

Kaise karoon kismat pe yakin,
khel azeeb iska dekha hai..
pal mein bahar pal mein pathzar
rang hazooroon issme bhare hai..

Kisine na samjha iska khel,
kaise karoon kismat pe yakin...?
usne hasaya bhi hai rulaya bhi...
judaai bhi de hai toh karwaya mel..

isne pehnaya humme mohobaat ka taj,
iske haato bebaas huwe mein..
isne toh gulistan ko banaya registhan,
kaise karoon kismat pe yakin mein???

Tuesday, May 13, 2014

Tera intezaar!!!





Intezaar, Intezaar aur Intezaar karte rahe hum,
yeh zalim mohobaat tujhe se karte rahe hum,
umar khat gaye tere intezaar mein,
kabaar ke karib chalte rahe hum...

palke na band kar pate hai hum,
maut ko gale lagane se darte hai..
tujhse milne ke tamanna ho jaye pure,
haste huwe usse gale lagayenge hum...

takdir ke fasle se hum ladte rahe,
har lamha tujhe pane ke duwa karte rahe..
tere intezaar mein jeete rahe hum,
kabar ke aur karib chalte rahe hum...

Monday, May 12, 2014

Judai ka alam




Saath joh tera hota toh alam kuch aur hota,
na dard, na ashq kabhi bahate...
gulshan mein phool khelte, bahar hote har jagah,
na judai na tujhse bichadne ka koi ghum hota..






Abh yeh alam hai ke dil tujhe yaad karta hai,
har pal tujhse milne ke duwa karta hai,
maut ke fariyaad rooh rooh ke karta hai..
tujhse dil lagane ke khub saza paya hai..

ashq se bhare yeh ankhe hai mere,
tujhe dekhne ke arzoo hai bakki,
huthoon pe fariyaad, tujhse milne ke kwaish..
daar hai tere aane se pehle palkein na band ho mere...

Friday, May 9, 2014

Love you Maa

Maa, the first word i would have called,
you would have cried seeing me crawled,
I wonder how you hid your tears and how much you tried.
Seeing my first walk i am sure you would have cried..

You are the one, to make my path bright,
without you nothing would have gone right,
when i walked in my life blind,
you were the one to hold me behind..

I am speechless Maa, to have a gift as you,
i would be no where without you...
you are the one i show my tears,
just one hug you give, and i am out of fears...



Thursday, May 8, 2014

Mohobaat ka computer

Apne Dil ko jab "Reboot" kiya
Paya tujhe "Enter" karte..
Tere Mohobaat ko meine wahaan "Save" kiya...
usne tere muskurahat ko "Copy-Paste" kiya..
Chahe mere pyar ko "Scan ya Format kar..
Mere pyar ke "File" ko accept kar..
Tere ikraar se judai ke badal bus abh "Delete" kar...

Lakiroon ka khel!!!













Jude haath humare, taqdeer rooth gaye..
milna tha hume kismat palat gaye..
ek dusre ke liye bane thee
na jane kab judai dastak de gaye...

lakiroo ke khel mein hum reh gaye,
iske lapete mein hum faas gaye...
humsafar banna tha tujhe,
yaadein mein hi abh tum reh gaye...

wahi wadiyaa, wahi mausam hai..
tere saang joh chale woh rahe yahi hai,
akhele chalte hai abhi inn rasto mein
tujhse bicha
dne ke ghum mein hum behte chale gaye...

Wednesday, May 7, 2014

Ek Lamha

ek lamha nahi hai tere paas mujhe dene ke liye,
ehsaas nahi hai tumhe humse door jane ka...
zalim duniya se hum laadh padhe thi,
ruswaye har pal humme mile tujhe pane ke liye...

zamane ke aage gunegaar hum baane,
parwah na ke thi unke chubte nazaro ke,
jag-hasai ho gaye humare dekho eh zalim,
kya iss liye tum, humare zindagi baane..??

taqdeer se hum ladh pade tumhe paane ke liye,
tere saath rehne ke tamanna liye jeete hai,
kuch lamhe humare naam lekh de saathe!!
tera hi toh saath chahiye humme zinda rehne ke liye...

Thursday, April 24, 2014

Takdeer ka khel

Har taraf se takdeer ne humme maara hai,
zindagi ne humme iss kadar sathaya hai,
na mohobaat raas aaye humme,
na sache dosti kabhi mile hai humme...

bebaasi ne thaam hai humara haath,
kismat ne hasin khel khela humare saath,
andheri raaho mein dundne chale thee,
taqdeer se hum ladne chale thee...

kisse malum tha apne he badkismati se milenge,
aasoon ke sailab se hum takrayenge,
tanyahi ko apna humsafar banayenge..
kaanton se bhari raah par hum chalenge...

Wednesday, April 23, 2014

Aaj phir tere yaad aa gaye



Aaj phir tere yaad aa gaye,
na chahate huwe aankh bhar aaye,
na milne wale fariyaad zubaan pe phir aa gaye,
aaj phir tere yaad aa gaye...

zindagi har taraf se khubsurat kabhi lage thi,
dil pe mere, tere mohobaat cha gaye,
tere bahoon mein meine jaanat dekhe thi,
kyun aaj phir tere yaad aa gaye...

suhana mausaam tha joh tere sang kabhi,
khushi ke bahar din raath dekhe thi,
kabhi humne saath rehne ke duwa sang ke,
aaj phir wahi pal yaad aa gaye...

muskurate hum chale thi jin raho pe,
pata hi na chala kab akhele rahe gaye,
kab tu mujhe akhela chod gaya...
lo aaj phir tere bewafi yaad aa gaye...

Monday, April 14, 2014

kaash hum bache hi rehthe..



kaash hum bache hi rehthe...

Kash bachpan na jatha,
duniya se paare rehthe,
ghar pariyar se door na jathe
kaash hum bache hi rehthe...










School jathe doston sang khelthe,
mummy pappa school se pick aur drop karthe
kabhi Homework pappa ke saath, kabhi mummy ke karthe,
ek roti khane ko hum unko kitna sathate...
Kaash hum bache hi rehthe...

patang udhate bhaiyo sang,
kabhi ruthe kabhi haste,
holi jab aate toh bhare rehthe rang,
galiyoon mein ghumthe dosto ke saang,
Kaash hum bache hi rehthe...

dosto ke saath cycle chalate,
gil-le dhanda toh kabhi ghar ghar khelthe,
kabhi skipping toh kabhi hide nd sike khelthe,
dosto ke khelone le kar thod dethe,
kaash hum bache hi rehthe....

kaash hum bache hi rehthe..
beete din bachpan ke bulaye nai jathe,
woh waqt aaj, laut ke na aayega..
jahan kahi bhi ho mere dosto,
aap sab ko mera dil yaad ke bina reh nai payegaa...


Thursday, April 3, 2014

Paise ke azeeb maaya hai..

Paise ke azeeb maaya hai
pyaar kisi ko nai pana hai,
naye logo ka naya andaaz hai,
kisse ko waqt pyar ke liye nai dena hai??

kareed liya hai paise ne ristho ko,
wafadaari na rahe matha pitha ya bacho ko,
Insaan ne wafadaari chode hai,
ghardan usne paiso ke aage jhukaye hai...

khoon kharabi duniya mein woh karaye,
bacho ko mata pitha se door woh karaye,
kareed saktha hai woh humdardi aaj,
insaaniyat, desh ya kisi bhi rishthe ko aaj...

uske khushboo ke sab deewane hai,
usko kabhi door karthe nahi..
andha bhi dekhne lagtha hai usse,
paise ne aisa apna ghera rang chada rakha hai

Yeh paisa kaise tere azeeb maaya hai??

Dard- e- judaai
















Dard- e- judaai na kabhi maange thi tujh se,
tujhse duriyaan chahi na thi kabhi,
tujhe paane ke umeed chodenge na kabhi,
aaj na toh kabhi na kabhi dhoor bandege tujh se...


tere zindagi ka hissa hai, maano ya na maano..
yaad mein tere saad rahenge tere..
beete dino ke paano ka jab zikhar karoge...
sab se baade deewane hum hi keh layenge tere...


aaso ke samdaar ko mere dekh kar tum haste rahe,
usse par kabhi tumne apne kasthe chalthe rahe,
dard usme kitna hai woh ehsaas tujhe aaj na ho toh kya?
mere pyaar ne tujhe sahara diya wahi soch kar hum khush rahe...


Friday, March 21, 2014

Life seem to be a desert















Life seem to be a desert, dry and fade...
it plays a game with a cruel joke...
wandering around it, to just find a shade,
heart filled with my love broken...

need to find the one who sheds his grace,
sits beside me and the one i would praise..
the one who would heal my wounded heart,
would make it strong and cherish again...

Life seem to be a desert, painful and shrink..
sharp stones and throny plants around...
wish for my love to sing the rhythm of love
blooming under his arms i would i would never blink...

Wednesday, March 19, 2014

Lonely streets i walk along

Streets empty, i find the road lonely,
Nobody around nor along with me...
I see myself and my shadow alone,
nobody to speak and nobody to listen...

Miles and miles i walk alone,
Lonely streets i walk along,
found nobody to see, nobody to walk awhile,
noise of loneliness the one i know...

My shadow follows me along anywhere...
it walks along the path and follows me everywhere...
i sit and stare at the streets to hear...
my thoughts and me alone are mates i find here...

Tuesday, March 18, 2014

kaise tum mera dil thod paye??

Ek pal na laga tujhe bhulane mein,
sadiyaan meine beeta diya isse karne mein...
tujhe na mere abh koi parwah rahe,
mein tere yaad mein aah bharthe rahe...

shikayat karoon kisse se abhi,
kisse kahoon apna humraz abhi....
kisse tujhe apna humsafar banao yeh sanam
paraye ban gaye ho tum, apne te tum kabhi,

tere awaz ke deewane hai, duo labz sune ko hum tarasthe hai,
mere liye tere paas abhi waqt na raha,
dard-e-dil tujhe kaise sunaye yeh sochthe hai...
naye mausam ke bahar mein, mera pyar tujhe yaad na raha...

bhula diya hai tumne iss kadar sanam,
kya mere pyaar ke zaroorat na rahe tujhe?
kaise tum mera dil thod paye?
mere chahat kyun dekthe nai tujhe???

Friday, March 7, 2014

Bewafi kyun???

Itne door huwe ho sajana, awaz na sun pathe ho,
kaise pukare tujhe abhi yeh samaj nai pathe hai...

tanhaye mein tera naam lekthe hai mithatee hai,
jane hum yeh kis liye karthe hai??

jab pyar ke tere nazar mein koi kimat hi na rahe,
kyun hum tujhe pe itna maarthe hai??

aaso ka sailab hum akhele mein iss kadar bahate hai,
sukhoon ke saas abh ek pal ke lethe nai...

tumne toh bewafi nibha kar muskhurahat paye hai,
humne toh wafa nibha kar bhi apne khushiyaan gawaye hai....

Wednesday, February 26, 2014

mohobaat asan cheeze nai yaaro...

Mohobaat asan cheeze nai yaaro,
apna hi dil dushman hai sab se bada yaaro,
kabhi na maane woh humare baat,
bewafa se hi kyun pyar kare woh,
usse pyar kare jisko kadar nai iske yaaro...

zindagi barbad kardetha hai,
duwa uss bedard se milne ke kartha hai,
har pal aasu mein ankhen apne bhegotha rehtha hai...
tanhaye ko apna muqadaar bana letha hai,
woh apna saath kyun nai detha kabhi yaaro???

apna tamansha banakar duniya ko hasatha hai,
usse bemurabad ke duhaye phir woh har pal detha hai...
kyun dil saath nai detha humara,
kyun pyaar ke saamane har maan letha,
maan kyun nai letha mohobaat asan cheeze nai yaaro....



Tuesday, February 25, 2014

U hurt me :(

Tere yaad mein zindagi beeta di meine,
kitne din, kitne raatein beeta de meine...
tere yaadon mein aaso na jane kitne baha de meine,
na jane kitne baar tujhe pukara meine...

tu itna sang dil hai mere awaz unsune kar detha
kabhi paraya, kabhi anjaana ban jatha,
zakaam deye tune itne gehere, mood ke bhi kabhi nai dekhtha...
dard aise de hai kabhi marham na lagatha...

Kehthe hai Waqt har cheeze ka marham hota hai,
sadiyaa bheet gaye, arsha bheete tumhe gaye,
na bhule tumhe na bhare tere diye zhakam...
roothe poochthe hai kyun hum tujhse itne mohobaat karthe hai???

Mere mohobaat ka mazak na banaya karo...

Mere mohobaat ka yun na mazak banaya karo,
mehfil mein dosto se yun na kabhi iska zeekar kiya karo,
bepanha mohobaat hai humme tumse,
iss baat ko sab se keh kar yun na haasa karo....

Kabhi tumne mere mohobaat ka samjha nai,
kabhi usse mehsoos dil se kiya nai,
ek roz jab khudh ko tanha paonge mehefil mein,
shayad usse roz mujhe paas paonge nai....

yaad mere tujhe ek din tadpayege,
tere berukhe tujhe hi ek din rulayege...
mere ankhe mein joh tere pyaas hai,
shayad kisi din tujhe dekh jayege....

Monday, February 10, 2014

Tere tasveer....

Ek deedar ke liye tarasthe the kabhi,
khwabo mein tujhe dekha karthe the tabhi,
tera hasna-muskaana sab khayalo mein dekthe,
na jane hum kitne raat na so pathe....

yeh khudha tujhe mera salam,
sanam ka deedar kar pate hai abhi,
kya huwa agar woh begane hi rah gaye...
mohobaat mere paraye toh nai,

ankho mein aasu bhar gaye unke ek tasveer dekh kar,
mudaat huwe hai roh ko sukhun pa kar...
unke woh ek tasveer ko seene se lag kar,
band kar duo ankhein yeh dost duwa tu yeh kar....


Monday, January 27, 2014

I miss you....

Dastak dethe hai khushiyan par ghum usse aane nai detha
muskaan chehar pe aana chahe par dard usse aane nai detha...
kaise mulakat karawaon zism ko ruh se 
jab kambakth ruh tere yaadon ko chodna nai chahatha....

khwab dekhna chahathe hai, par neend nai aate hai,
saas rukhna chahate hai, par aapko pane ke umeed abhi baki hai...
dil ko seene se nikalna chahathe hai, par tasweer usme aapke sajaye hai..
duniya se rukhsat hona chahate hai, apke ho jana abhi baki hai...

yeh khudha tune dil diya mujhe jisme mohobaat ke gul kilaye..
khusbhoo ka safar bhar diya, hazaro tamanna jagaye.... 
judai ke khate aaj bhar diye, aasu ke samadar mein bhego diye..,
humsraz ruth gaya, yaadein de gaya woh harjaye jeene ke liye,...








Tuesday, January 21, 2014

Mohobaat ke gehari

Mohobaat ke gehari humse mat poocho,
hum saas usse khuwe mein lethe hai...
Uska ehsaas humse mat poocho,
usse ke diye zakham abh tak seethe hai...

kaabar hai yeh zarbaato ka, janaza armaano ka,
humare aasoon ka sailab behtha hai jisme...
mere khawabo ko kafan mat pehnao,
kya bacha hai, usse aur na yuon na satao....

uske yaadon ka sahara hai warna jeene ka na koi irada hai,
usse pane ke tamana hai, warna saso ko kyun rokhana hai ..
bewafa nikala woh, abh na mohobaat pe aithbaar hai...
bedard ne saath choda, kismat ka toh bus ek bahana hai


Monday, January 20, 2014

Zindagi tere bina... :(

Bhula na pathe hai hum tujhe lakh koshish ke,
dil rotha hai lakh usse mananthe hai....
kya karein kambakath baas mein nai hai,
tu apna nai paraya hai, isse batane ke kosish ke...

dekhon jab aaina, tera na hone ka ehsaas ho,
mehfil mein akhele hone pe afsoos ho...
tu abh mera na raha yeh kaise khudh ko samjaon?
saas lene pe tere khushboo har jagah mehsoos jo ho...

zindagi ke har pal abh tere bina gujarane hoge,
har pal rothe rothe khathene hoge...
zinda rahenge, par waqt tham sa jayega..
saas rukh jaye duwa khudha se har pal yahi hoge....

Friday, January 17, 2014

Pardesi se kyun dil lagaya...

Pardesi se joh dil lagana ho kabhi,
jigar se dil ko nikal dena...
woh kabhi kisi ko apnathe nai,
wafa woh kabhi nibhathe nai..

Umeedon se duniya sazathe rehathe hai,
chand sitaro dekhathe rahethe hai,
jab waqt aatha hai mohobaat nibhane ka,
tanha kar barbaad kar chale jathe hai...

pyaar ke raah pe chalthe chalthe,
agge bhad jathe hai hum akhele..
mood ke jab usse pardesi ko dekthe hai,
koi bahana bana kar aasu ka sailab woh de jathe hai...

kasur toh bata jatha dil thodne ka,
iss kadar usse chor chor karne ka...
humne toh sapno ke nagari sazaye thi uske saang,
kabhi socha na tha dekhenge uske yeh raang..

Tuesday, January 14, 2014

Dil thod gaya bedard... :(

Zindagi mein bacha kya hai joh jeeye?
roothe kismat kaise manaye?
lahu bhar de usne in ankho mein abh
usse abh kaise bahaye?

dil lagane ke saza joh usne humme de hai,
kaise muskhan ko le aaye?
deewane joh ussne humme bana diya,
kaise khudh ko abh sambhale??

uska woh muskuratha chehara, woh ankhein,
haar ek adha pe marthe thi mein...
Kaise woh bedard mujhe chod gaya,
kaise woh mera dil chur chur kar gaya???