Kuch lamhe joh tere saang beteye woh ek khwab lage,
tujhse joh meine baatein ke woh yaqeen na aaye,
char din tere saath, phool se bhar gaya ghulsatan mere,
zindagi ne phir karwat badale, yaadon ne abh phir ghera
ashq se aankein bhar de mere, mohobaat bekar gaye mere,
tu chala gaya phir mujhe tanyahi mein chod ke,
Tere duniyaa kahi aur sahi, tere manjil uss tarah kahi..
khush rahenge hum, yaadein mein mere tera saath sahi,
Tasavur mein tere saath saara jahaan dekh liye...
kuch lamho ke liye tera saath pa liya,
poohenge khuda se milega kabhi na kabhi zaroor,
jism se door kar diya, rooh ko kyun tere paas chod diya..

No comments:
Post a Comment